People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Ek Lafz Mohabbat
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaj-Tilak/Ek-Lubze-Mohabbat-Hai/Fz0aRzlTf2w
ek lafj muhabbat hai jo kahne se darta hu
ek lafj muhabbat hai jo kahne se darta hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krta hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krta hu
mai teri muhabbat ka ikraar krti hu
mai teri muhabbat ka ikraar krti hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krti hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krti hu

ho ho husn ke huzur ne ek sawaal hai ek sawaal hai
kabhi tune puucha aake tera kya haal hai tera kya haal hai
jaanemn raat din tera hi khayal hai tera hi khayal hai
jo bhi tera haal hai wahi mera haal hai
mai apne khayalo me rang tere bharta hu
mai apne khayalo me rang tere bharti hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krta hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krti hu

pyasi pyasi nazro ko deedaar do deedaar do
meri takdeer ko pyar se sawaar do pyar se sawaar do
dil ki gahraiyo me mujhko utaar lo mujhko utaar lo
meri bekrariyo ko thoda sa karar do thoda sa karar do
mai waada nibhaunga mai waada karta hu
mai waada nibhaungi mai waada karti hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krta hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krti hu
ek lafj muhabbat hai jo kahne se darta hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krta hu
mai teri muhabbat ka ikraar krti hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krti hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krta hu
ae meri jindagi mai tujhse pyar krti hu
Ajooba Ajooba
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaj-Tilak/Ajooba-Ajooba-Ajooba/KQQsaUxbaH0
Video:
la ti tuba la ti tuba
la ti tuba tuba la ti tuba
la ti tuba tuba la ti tuba tuba
la ti tuba tuba la ti tuba tuba
la ti tuba tuba la ti tuba tuba
hey ajooba ajooba ajooba
husn tera hai ek ajooba
la ti tuba tuba la ti tuba
hey ajooba ajooba ajooba
husn tera hai ek ajooba
ha sanso me yado me
khwabo me tu hai
are sanso me yado me
khwabo me tu hai
mai hu teri mahbuba
mai hu teri mahbuba
mahbuba mahbuba mahbuba
mai hu teri mahbuba
ajooba ajooba ajooba
husn tera hai ek ajooba

la ti tuba tuba la ti tuba
la ti tuba tuba la ti tuba

zindagi aaj kitni hasi hai
aur kya aur kya khubsurat ghadi hai
hai mulakat
hai mulakat pal bhar ki lekin
umar bhar ke liye ye badi hai
dekh lo ajnabi do dilo ko
kisne manzil
kisne manzil pe aake milaya
aise lagta hai
aise lagta hai
kismat ne tujhko sirf
mere liye hai bulaya
adao nigaho wafao me tu hai
mai hu teri mahbuba
mai hu teri mahbuba
ajooba ajooba ajooba
husn tera hai ek ajooba
husn tera hai ek ajooba
la ti tuba tuba la ti tuba tuba
la ti tuba tuba la ti tuba

teri chahat hai takdir meri
koi isko
koi isko mita na sakega
kabhi hum dono
kabhi hum dono ke darmaya me
tisra koi aa na sakega
ho pyar to pyar hai o hasina
pyar pe
pyar pe jor kiska chala hai
jiski tasveer
jiski tasveer thi mere dil me
aaj wo pyar mujhko mila hai
o meri ja mai hu yaha
tu kaha hai
mai hu teri mahbuba
mai hu teri mahbuba
ajooba ajooba ajooba
husn tera hai ek ajooba
mahbuba mahbuba mahbuba
mai hu teri mahbuba
la ti tuba tuba la ti tuba tuba
la ti tuba tuba la ti tuba
la ti tuba tuba la ti tuba tuba
la ti tuba tuba la ti tuba
Aa Gaye
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaj-Tilak/Aa-Gaye-Aa-Gaye/CCMcRUFXUgs
aa gaye aa gaye aa gaye
aa gaye aa gaye
aa gaye aa gaye aa gaye
aa gaye aa gaye
ek nahi do nahi nahi teen char
bin bulaye chale aaye kayi hazar
ek nahi do nahi nahi teen char
bin bulaye chale aaye kayi hazar

aa gaye aa gaye aa gaye
mahfil sajane wale rang jamane wale
jalwa dikhane wale dekho hum aa gaye
mahfil sajane wale rang jamane wale
jalwa dikhane wale dekho hum aa gaye
aa gaye aa gaye aa gaye
ek nahi do nahi nahi teen char
bin bulaye chale aaye kayi hazar

hum bhi tere the kabhi humjoli re
hey hey hey hey hey hey hey
tune kheli humse aankh micholi re
hey hey hey
tadap rahe the tere milan ko
sar pe bandhe bandhe kafan ko
tadap rahe the tere milan ko
sar pe bandhe bandhe kafan ko
aayi aayi aashiko ki toli re
khelegi wo aaj pyar ki holi re
hey hey hey hey hey hey hey

aa gaye aa gaye, aa gaye aa gaye
aa gaye aa gaye
mahfil sajane wale rang jamane wale
jalwa dikhane wale dekho hum aa gaye
aa gaye aa gaye aa gaye
ek nahi do nahi nahi teen char
bin bulaye chale aaye kayi hazar

ohoooo ohoooo ohoooo
kyu na nache aaj
wo subh din aaya hai
hey hey hey hey hey hey hey
kismat ne phir aaj
tujhse milaya hai
hey hey hey hey hey
mane chahe tu na mane
aaj mile hai do diwane
mane chahe tu na mane
aaj mile hai do diwane
bahut dino ke baad
ye mauka aaya hai
apna sab kuch khoke
maine tujhko paya hai
hey hey hey hey hey hey hey
aa gaye aa gaye
aa gaye aa gaye
aa gaye aa gaye
ha mahfil sajane wale rang jamane wale
jalwa dikhane wale dekho hum aa gaye
aa gaye aa gaye aa gaye
ek nahi do nahi nahi teen char
bin bulaye chale aaye kayi hazar

ek anokha khel hum dikhlayenge
hey hey hey hey hey hey hey
dekhne walo ke hosh ud jayenge
hey hey hey hey
wo ajooba aisa hoga
log karenge tauba tauba
wo ajooba aise hoga
log karenge tauba tauba
nakli ka jab asli roop dikhayenge
are parda uthte jhuth ka
hum cha jayenge
hey hey hey hey hey hey hey
aa gaye aa gaye
aa gaye aa gaye
aa gaye aa gaye
mahfil sajane wale rang jamane wale
jalwa dikhane wale dekho hum aa gaye
aa gaye aa gaye aa gaye
ek nahi do nahi nahi teen char
bin bulaye chale aaye kayi hazar
Devta Re Mere
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaj-Tilak/Devta-Re-Devta-Re/QSY8ciF-Qn0
devta re devta re
mera pyar pukare
aaj mera pyar tujhko pukare
aaj mera pyar tujhko pukare
tujhko pukare bahe pasaye
ye bandhan chute na
ye nata tute na
hai tere sahare devta re
devta re
mera pyar tu kaha re
hulla hulla hulla hulla
hul hulla hullare
hulla hulla hulla hulla
hul hulla hullare

tut jaye na jiwan ka sapna
kahi sapna kahi
hulla hullare ho ho
hulla hullare
tut jaye na jiwan ka sapna
kahi sapna kahi
koi hai phir mera
tu jo apna nahi apna nahi
pyar de de mujhko pyar ke o devta
ek dukhiyari ko hai tera aasra
meri raksha karo
o meri raksha karo
mera daman bharo
aayi tere maidare devta re
devta re mera pyar pukare
hulla hullare hulla hullare

nachte nachte mai to mar jaungi
mar janugi
nachte nachte mai to mar jaungi
mar janugi
faisla kuch na kuch aaj kar jaungi
kar jaungi
pyar mera jo lut gaya
jo tere ghar me
aag mai laga dungi zamane bhar me
na hame aazma
na hame aazma
na honge juda
ye do dil hamare devta re
devta re mera pyar pukare
Julm Ho Gaya Re
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaj-Tilak/Julm-Ho-Gaya-Re/F1ABSRBVDnA
Video:
maja aa gya maja aa gaya
ujde hue gulshan me dekho
kaliya khil gayi
ek ko chahte the hum
aur do do mil gayi

haye haye subedar ji
haye haye subedar ji
gazab ho gaya
julm ho gaya re julm ho gaya
gazab ho gaya
re julm ho gaya

ye aashik hai jo band
ye aashik hai jo band
kare mujhko pasand
are na na na kare mujhko pasand
tere hote hue tere hote hue
kitna sitam ho gaya
julm ho gaya re julm ho gaya
gazab ho gaya
re julm ho gaya

ye rehana ye sultana
ye rehana sultana
mare kas ke nishana
mujhe karke diwana
kare upar se bahana
tere hote hue
tere hote hue
kitna sitam ho gaya
julm ho gaya re julm ho gaya
gazab ho gaya
re julm ho gaya

o meri chadit umariya pe
iski najariya ha iski najariya
ye ghur ghur dekhe
meri patli kamariya
ha patli kamariya
tu bahar isko lade
maja isko chakhade
ye ghar na baja bat
aisi saja de
ha aisi saja de

tum dono ho jawa
tum dono ho jawa
aur mai bhi jawa
tumhe chhod ke yaha
mai jaunga kaha
bolo jaunga kaha
teri tirchi najar teir patli kamar
teri tirchi najar teir patli kamar
tere dil pe asar dil jayega kidhar
tere chehre ki chamak
tere hotho ki mahak
chudi chudi ki khanak
dil aaye hai khanak
tere hote hue
tere hote hue
ye kitna besharam ho gaya
julm ho gaya re julm ho gaya
gazab ho gaya
re julm ho gaya

mai hu bachre ki haar
mujhse rahna dur dur
mujhse rahna dur dur
ho ye jawani char din ki
karo na yu garur
ha karo na yu garur
mere mathe ka kasur
kar dungi chur chur
kar dungi chur chur
mujhe sab hai manzur
lekin rahna nahi dur
haha rahna nahi dur
do dulhaniya aur ek hai balam
do dulhaniya aur ek hai balam
acha mauka mila hai sanam
are nachenge are gayenge
jhumenge jayenge